( Best Ghazal)
“Kisi tofan me jaise kinara yaad aata ha,
“Mujhe tanhai me chehra tumhara yad aata ha.
“Suna ha os k honton se tabs‘am roth jata ha,
“Suna ha os ko b ghar humara yad aata ha.
“Hamary roz-o-shab ka ye tasalsul kis tarha totey,
“Usey jab bholtey hain wo dobara yad aata ha.





0 comments:
Post a Comment