Hum Aksar Ye Smajhte Hen
Jisay Hum Pyar Krte Hen
Usay Hum Chor Skte Hen
Mgr Aisa Nahi Hota
Mohabbat Daymi Sach Hy
Mohabbat Thehar Jati Hy
Hmari Baat k Andr
Hmari Zaat k Andhr
Mgar Ye Kam Nahi Hoti
Kisi B Dukh Ki Surat Me
Kabhi Koi Zrorat Me
Kabhi Anjan Se Ghum Me
Hmari Aankh k Andr
Kabhi Aag_E_Rawan Bn Kr
Kabhi Qatre ki Surat Me
Mohabbat Thehar Jaati Hai
Ye Hergiz Kam Nahi Hoti..





0 comments:
Post a Comment